Metabolic Health Program
Sivapta Wellness Centre Noida’s Premier Ayurveda, Panchakarma, Yoga Studio And Naturopathy, Antriksh Forest, Sector 77, Noida, Uttar Pradesh, India
Sivapta Yoga and Wellness
·
1.3k
About Metabolic Health Program
Metabolic Health Program
We offer a comprehensive treatment program integrating Ayurveda, yoga, and naturopathy to address metabolic syndrome and diabetes. Our approach focuses on:
Program Details
- Personalized diet modifications
- Therapeutic yoga sessions
- Natural healing methods
- Ayurvedic treatments
What Makes Us Different
- Root cause treatment approach
- Integration of multiple holistic practices
- Proven success with metabolic conditions
Ideal For
People struggling with:
- Metabolic syndrome
- Diabetes
- Weight management issues
- Related lifestyle disorders
Our holistic program has helped clients like Reema achieve significant improvements in their metabolic health through natural methods and lifestyle modifications.
Meet your Expert
Sivapta Yoga and Wellness
15 connects in last 3 months
My Story
Namaskar, hum hain Sivapta Yoga and Wellness Centre. Yoga humare liye sirf exercise nahi hai, yeh sharir, mann aur atma ka milan hai - jaise Prayag ka sangam. Hum maante hain har cheez mein urja hai, kapde tak. Isliye hum simple aur sattvik vastra pehna pasand karte hain. Hamara maksad hai sirf physical problem nahi, poori zindagi ki lifestyle aur soch ko sudharna. Yog ek yatra hai, bas chalte rehna hai.
My Work
Holistic Yoga & Healing - Yoga (therapeutic, aerial), Naturopathy, Ayurveda, Panchakarma detox program, Nadi Parikshan pulse diagnosis, Marma Chikitsa, Acupressure, Sound Healing.
Jadd se ilaaj (Healing from Root) - Bimari ke lakshan nahi, uski jadd par kaam karte hain. Poorn swasthya hamara goal hai, na ki temporary relief.
Ritucharya & Aahar-Vihar - Har vyakti ke sharir aur season ke hisaab se ritucharya based diet plan aur lifestyle par focus karte hain.
Panchakarma & Shatkarma Detox - Vaman kriya, Shankh Prakshalan, Basti jaise techniques se body ko andar se saaf karte hain.
Pranayam & Dhyan - Asanas ke alawa, Pranayam aur meditation jaise Tratak aur Nadi Shodhan se mann mein shaanti laate hain.