Manoj Kumar Khanna
I am a criminal lawyer who views law through a philosophical lens. My practice is built on the simple principle of understanding your situation and explaining the path forward to seek the truth.
Meet your expert
Manoj Kumar Khanna
My Story
Aadmi main seedha hoon, zindagi ko samajh ke likhta hoon. Gaon ki galiyan, bachpan ki dosti, inhi mein asli sukoon hai. Sheher ki daulat sab maya hai, par woh aangan, woh yaari… wahin dil lagta hai. Zindagi ek uphar hai, jeene ka tarika hi kala hai. Khud se chamak pao, toh sab kuch hai. Bas, yahi mera andaaz hai. Enjoy kar lo, dobara nahi milegi.
My Work
Criminal Law Practice - Main Delhi mein har tarah ke criminal cases sambhalta hoon. Innocent clients ke liye bhi ladta hoon.
Law ka Mera Falsafa - 'Samajhna aur samjhana hi asli vakalat hai.' Sunta hoon, samajhta hoon, phir case ladta hoon.
Salah aur Pravachan ka Fark - Ek baar client ko zyada gyaan de diya, voh chala gaya. Seekha - sirf practical legal advice deni chahiye.
Sach Ki Talaash - Gunehgaaron ke beech kabhi kabhi begunah bhi phans jaate hain. Mera kaam hai sach dhoondhna.